Thursday 28 August 2014

Poetry About Love In Urdu And Friendship in English for Him Tumblr and Friendship in Urdu in Urdu for Boys and life in Urdu Images

Poetry Love

  Source{Google.com.pk}

Main ishq mein zaberdasti ki kaeel nhi
Jis ne kerna he kere nahi tu
Meri tarf se dafa marey

Kisi ko apnay aamaal ka hisab kia detay
Sawal saray ghalat they jawab kia detey
Jo aik lafz ki khusbu ko na rakh sakay mehfoz
Uske haath mein sari kitab kia detey

Chal Parii Hain Duayen Arsh ki Janib
Tum BusSs Mere Honay ki Tayaari Karo

Khamosh fiza thi kahin saaya bhi nahi tha,
is shehr mein ham sa koi tanha bhi nhi tha,
kis jurm mein chini gai mujh se meri hansi,
ham ne to kisi diL ko dukhaya bhi Nhi tha,
ham jis k hawale se huay shehr mein badnaam,
dost
us ko to ham ne kbhi rulaya bhi nhi tha.

Toote toh toote teri baahon mein aise
Jaise shaakhon se patte be-haya
Bikhre tujhi se aur simte tujhi mein
Tu hi mera sab le gaya
Na fiqar, na sharam, na lihaaj, ek baar aaya

kash koi hota jo hamare ansoun ka bharm rakhta
A KUDHA
Yahan to har shakhs ne humen rulane ki qasam khai hai.

Ab Ye Socha ha k Apni Zat MaiN rahe Gain Hum
BoHat DaiKh Lia LoGo Se ShNashai KeR K…

Tumhari Wafa K Taqazey Badal Gaye
Warna
Mujhe To Aaj Bhi Tum SeY Azeez Koi Nahi hai …?

Baat Thehri Jo Adal Par Wayaz Phir Ye Minnat Ye Iltija Kya Hai
Chand Sa Jab Kaha Tu Kehne Lage Chand Kehye Na…Chand Sa Kya Hai

Usne bohat garoor se kaha,
Tum jese to bohaat mileingy.
Hum ne muskura ke jawab dia.
Hum jese hi ki talash kiyo?

Usne Kaha Ke Khwaab Me Aane Ka Waqt Do
Mene Kaha Ke Neend Ka Mausam Guzar Gaya

Bhari Bahaar Mein Ek Shaakh Par Khila Hai Ghulab,
Ke Jaise Tu Ne Hatheli Pe Gaal Rakha Hai....

Tum Mohabbat Bhi Mosam Ki Tarha Nibhate Ho,
Kabhi Baraste Ho Kabhi Ek Boond Ko Tarsate Ho,
Pal Main Kehte Ho Zamane Main Faqat Tere Hain,
Pal Main Izhaar-e-Mohabbat Se Mukar Jate Ho,
Bhari Mehfil Main Dushmano ki Tarah Milte Ho,
Aur Duaaon Main Mera Naam Liye Jate Ho,
Lakh Mosam Ki Tarah Rung Badalte Raho,
Aaj Bhi Toot K Shiddat Se Humain Chahte Ho.

Ussi Se Khata Hun Aksar Faraib Manzil Ka
Main Jis Ky Paon Ka Kanta Nikaal Daita Hun

Mila Wo B Nhe Karti, mila Main B Nhe Karta..
Wafa Wo B Nhe Karti, Wafa Main B Nhe Karta..
Yeh B Such Hai Mohabat Usy B Hai, Mohabat Mujhe B Hai
Izhar Wo B Nhe Karti, Iqrar Main B Nhe Karta…

Aik dojay k dil mein apna ghar banana hai
teri khatir sabhi hadon se guzar jana hai

Himmat Nai k Dastane gham suna sakein tumhein
Aye Dost
Mukhtasir si suno to jis ne bhi dil tora
Jee bhar k tora….!

No comments:

Post a Comment