Famous Poetry About Love
Source{Google.com.pk}
Baat Din Ki Naheen, Ab Raat Say Dar Lagta Hai
Ghar Hai Kacha Mera, Barsaat Se Dar Lagta Hai
Jis Ko Ghurbat Ne Bana Daala Tamaasha Yaaro
Yaar Us Shakhs Ko, Haalaat Se Dar Lagta Hay
Tere Tohfay Ne To Bas Khon Ke Aanso Hi Diye
Zindagi Ab Teri Saugaat Say Dar Lagta Hai
Pyaar Ko Chor Kar, Tum Aur Koi Baat Karo
Ab Mujhe Pyaar Ki Har Baat Say, Dar Lagta Hai
Sitare Jo Chmakte Hai Kisi Ki Chasm Heran Mai
Mulaqatain Jo Hoti Hai Jmal Abr-o Baran Mai
Ye Na Abad Waqton Mai Dil-e Nashad Mai Ho Gi
Mohabat Ab Nahi Ho Gi Ye Kuch Din Baad Mai Ho Gi
Guzar Jayen Gay Jab Ye Din Ye In Ki Yaad Mai Ho Gi
Mulaqatain Jo Hoti Hai Jmal Abr-o Baran Mai
Ye Na Abad Waqton Mai Dil-e Nashad Mai Ho Gi
Mohabat Ab Nahi Ho Gi Ye Kuch Din Baad Mai Ho Gi
Guzar Jayen Gay Jab Ye Din Ye In Ki Yaad Mai Ho Gi
Neem-e-Shab, Dua-e-Lab, Tahajjud Ki Ebadat Me,,
Maine Manga Hai Tujhy Rabb Sey Fajar Ki Azano Tak,,
Tumhein Jo Aetraaz Karna Hai Karo Shaoq Sey Lekin,,
Mujhy Ye Farz Karny Do, “TUMHEIN MUJH SEY MOHABAT HAI…
Maine Manga Hai Tujhy Rabb Sey Fajar Ki Azano Tak,,
Tumhein Jo Aetraaz Karna Hai Karo Shaoq Sey Lekin,,
Mujhy Ye Farz Karny Do, “TUMHEIN MUJH SEY MOHABAT HAI…
Teri Nazar Hai, Mera Dil Hai, Kya Kiya Jaye,
Junoon Khirad Ke Muqabil Hai Kya Kiya Jaye.
Jaagi si aankhon ko,
De do na palkon ki chaadar zara
Rukhe se honton ko,
De do na saanson ki rahat zara
Kahte Hain Ki Patthar Dil,
Kisi Ke Liye Aansu Nahi Bahate,
Par Sach To Yah Bhi Hai Ki Nadiyan,
Pahadon Se He Nikalti Hain.
Mulakat maut ki mehman ban gayi Hain
Nazar ki duniya veeran ban gayi Hain
Meri sans bhi ab meri nahi rahi
Ye zindagi aapki mohabbat par kurban ho gayi Hain.
Arsa e daaraz huwa na tumhari shakl deakhi,
na laab choomaye ..
Per tum aj bhi baste ho mere
andar Main dil ki tarhan ..!!
saans ka bharosa, kahan sath chor jaye
Meri zaat sey wabasta logo
mujhay Maaf kar k sona.
jo bhi shayr safa e qartaas pe utara hai mein ne
usay apne khoon e jighr se sanwara hai mein ne
usay apne khoon e jighr se sanwara hai mein ne
aaj woi muje apne pyar ki bheek nahi daita
jis ke husan ko ashar se nikhara hai mein ne
jis ke husan ko ashar se nikhara hai mein ne
pyar ke khail mein meri mohabat ki jeet hui
magar iss khail mein apna dil hara hai mein ne
magar iss khail mein apna dil hara hai mein ne
ab unn ke naame mere naam aane lagay hein
aisa ashar ka teer nishane pe mara hai mein ne
aisa ashar ka teer nishane pe mara hai mein ne
MOHABBAT mosam nai jo apni mudat pori kre or rukhsat ho jae,
MOHABBAT sawan nai jo toot k barsae or tham jae,
MOHABBAT aag nai jo sulge bharke or buj jae,
MOHABBAT gullab nai jo khile or murjha jae,
MOHABBAT to saans hai jo chale to zindagi,
rukae to maot ban jae.
Jin ki mohabat main dam hota hai
un ka pyar kabi na kam hota hai
un ka pyar kabi na kam hota hai
wo har haal main khush rehte hain
jin pe apne sanam ka karm hota hai
jin pe apne sanam ka karm hota hai
aashqon ka kyon dushman hai zamana
yeh dekh kar bara ghum hota hai
yeh dekh kar bara ghum hota hai
pyar pathar ko moam kar daita hai
mohabat karne se dil naram hota hai
mohabat karne se dil naram hota hai
Wo hum se khfa hain
aur hum behkhta hain
aur hum behkhta hain
mere dard e dil ki
faqat woi dua hain
faqat woi dua hain
udhr wo akaile hainn
idhr hum tanha hain
idhr hum tanha hain
usay rothne ka haq hai
wo humaare dilruba hain
wo humaare dilruba hain
wo yeh baat kya jane
wo Asgr ke kya hain
wo Asgr ke kya hain
Yun Na Kheench Apni Tarf Muje Be Bas Kar Ke
K Khud Se Bi Bichar Jaon Aur Tu Bi Na Milay
K Khud Se Bi Bichar Jaon Aur Tu Bi Na Milay
din rat hi darti rhti thi
kuch sharmo hyay ka paikar thi
kuj nram mizaj rakhtiii thi
apni khudi ky anchal men aksar
jazbat chupae rakhti thi
kya sabar tha us dewani ka
kya jazbaty mohabat rakhtii thi
kya khoob muhabat rakhtii thi
No comments:
Post a Comment