Poetry Of Love
Source{Google.com.pk}
Mukamal Do Hi Daanon Par Ye Tasbeeh E Mohabat Hai
Jo Aye Teesra Dana Ye Dori Tot Jati Hai
Muqarar Waqt Hota Hai Mohabat Ki Namazon Ka
Ada Jin Ki Nikal Jaye, Qaza Bi Choot Jati Hai
Ada Jin Ki Nikal Jaye, Qaza Bi Choot Jati Hai
Zamana badal gaya magar ye chand nahi badla
Izhare muhabbat ka andaz nahi badla
Izhare muhabbat ka andaz nahi badla
Jafa hi hoti he muhabbato ka badla
Bewafai karne ka riwaj nahi badla
Bewafai karne ka riwaj nahi badla
Dil ek tha us me bhi tum hi ko sama liya
Is hasrato ki mehfal ka mehman nahi badla
Is hasrato ki mehfal ka mehman nahi badla
Tune Ye Phool Jo Zulfon Mein Laga Rakha Hai
Ik Diya Hai Jo Andheron Mein Jala Rakha Hai
Jit Le Jaye Koi Mujhko Nasibon Vala
Zindagi Ne Mujhe Da O Pe Laga Rakha Hai
Jane Kab Aaye Koi Dil Mein Jhankane Vala
Is Liye Main Ne Gireban Ko Khula Rakha Hai
Imtehan Aur Meri Zabt Ka Tum Kya Loge
Main Ne Dhadakan Ko Bhi Sine Mein Chupa Rakha Hai
Ik Diya Hai Jo Andheron Mein Jala Rakha Hai
Jit Le Jaye Koi Mujhko Nasibon Vala
Zindagi Ne Mujhe Da O Pe Laga Rakha Hai
Jane Kab Aaye Koi Dil Mein Jhankane Vala
Is Liye Main Ne Gireban Ko Khula Rakha Hai
Imtehan Aur Meri Zabt Ka Tum Kya Loge
Main Ne Dhadakan Ko Bhi Sine Mein Chupa Rakha Hai
Kitni Mushkil Se Asmaan Pe aata hai
nazar Eid ka Chaand
Ke Chaand Ne Andaaz Tumhara Seekha Hai
Eid Mubarak !!!
Abhi Kuch Dair Baqi Hai..!
Khizan K Beet Janay Main
Guloun K Muskuranay Main
Khushi K Geet Ganay Mein
Baharon K Zamanay Main
Guloun K Muskuranay Main
Khushi K Geet Ganay Mein
Baharon K Zamanay Main
Abhi Kuch Dair Baqi Hai..!
Main Tum Ko Bhool Jaonga
Na Tum Ko Yaad Aaonga
Main Tum Se Dour Reh K Bhi
Tumhain Jee Ker Dikhaonga
Tumhain Maloom Hay Laikin
Yeh Sub Main Kar Na Paaonga
K Tum Ko Bhool Janay Main
Na Tum Ko Yaad Aaonga
Main Tum Se Dour Reh K Bhi
Tumhain Jee Ker Dikhaonga
Tumhain Maloom Hay Laikin
Yeh Sub Main Kar Na Paaonga
K Tum Ko Bhool Janay Main
Abhi Kuch Dair Baqi Hay..!
Itna piya hai sharab ke ab nasha chadhta nahi
samjhaya bahut magar dil hai ke samjhta nahi
Aaj kal ye dil angaaron se uljhata rehta hai
Kisi ladki ki muhabbat mein sambhalta nahi
Us ladki ki Chehre ki rangat aur hada
bin dekhe ab ye dil dharkta nahi
us ke ankhon me wo sharaab hai
jise peene se hosh rehta nahi
Mujh HaRiS ko muhabbat hogaya hai us se
Bin us ke ab mera dil kahin lagta nahi
samjhaya bahut magar dil hai ke samjhta nahi
Aaj kal ye dil angaaron se uljhata rehta hai
Kisi ladki ki muhabbat mein sambhalta nahi
Us ladki ki Chehre ki rangat aur hada
bin dekhe ab ye dil dharkta nahi
us ke ankhon me wo sharaab hai
jise peene se hosh rehta nahi
Mujh HaRiS ko muhabbat hogaya hai us se
Bin us ke ab mera dil kahin lagta nahi
Bansuri Ki Dhun Pey Chhair To Du Muhabat Ka Raag…
Wo Heer He Kahan Ab Jis K Lye Mein Ranjha Ho Jaun
Wo Heer He Kahan Ab Jis K Lye Mein Ranjha Ho Jaun
Hum Bhi Pagal Thay K Is Adaa Pay Mar Gaye
Na Shikwa Humen Manzor Na Koi Bahana Ho ga,
Tujhe Meri Qasam Is Eid Par Tujhe Aana Ho ga.
Shikwa Mujhe Tujh Se Nahi Taqdeer Se Hai Apni.
Ya RAB Is Bar Tujhe Us Ko Mujhe Se Milana Ho Ga.
Piyasi Nigahen Kab Se Muntazir Teri Ek Jhalak Ko,
Is Bar Eid Par Be Naqab Aa K Deedar Karana Ho Ga.
Tere Wadon Ka Itbaar Nahi Hai Mujh Ko Jana.
Is Bar Eid Par Aa K Apna Wada Tujhe Nibhana Ho Ga.
Ye Aag Lagi Hai Mere Dil me Ishq Ki Aag Hai Jana.
Eid pe Aa Kar Tujhe Hi Is Aag Ko Bujhana Ho Ga.
Uski Yaadon Main Uski Baton Mein,
Kahin Mera Aks Bhi To Jhilmilata Hoga
Lakh Masrof Rehta Hoga Apne Kamon Mein
Woh Eid Ka Din To Zarur Manata Hoga
No comments:
Post a Comment