Urdu Poetry Love
Source{Google.com.pk}
Ghar Se Nikal Kar Apne Tere Aastan Tak Puhanchoon
Gman Ke Rangon Mai Had-e Gman Tak Puhanchoon
Gman Ke Rangon Mai Had-e Gman Tak Puhanchoon
Phir Unhi Mosmo Ke Darmyan Chalte Chalte
Baharon Se Nikalte Hoye Khazan Tak Puhanchoon
Baharon Se Nikalte Hoye Khazan Tak Puhanchoon
Bhar Mai Ajab Lutf Mai Uthaya Krta
Tere Chehre Par Pholon Ka Saya Karta
Tere Chehre Par Pholon Ka Saya Karta
Sitare Khamosh Aur Chand Ki Zuban Na Khule
Mai Apne Khwab Un Sab Ko Sunaya Krta
Mai Apne Khwab Un Sab Ko Sunaya Krta
Main Shikayat Kyon Karun
Yeh To Qismat Ki Baat Hai
Teri Soch Mein Bhi Main Nahi
Mujhe Lafz-Lafz Tu Yaad Hai
Taskeen_e_Dil K Waaste Wada To Ki jiye
Hum Jante Hain Aap Se Aaya Na Jaye Ga
Khushyon ka paigam aya
rehmaton ka mehman aya
ao sab mil k kahain khushamded isy
daikho phir sy ramzan aya
Tum Pyar Karo,To Izhar Karo,Na Karo To Inkar Karo
Do Char Dino Tak Zinda Hon,Yun Waqt Na Mera Barbaad Karo..
Usne Mujhse Pocha Mujh Bin
Kaisi Hoti Hai Tumhari Zindagi
Maine Bhi Muskura Kar Uski
Aankhon Ko Band Kar Liya
Aur Pucha Ab Kya Dikh Raha Hai,
Usne Kaha Sirf Andhera Hi Andhera
To Maine Kaha Aisi Hoti Hai
Tum Bin Meri Zindagi.
Jo kahti thi shad maine
tmhe dil ma lock kr lia hai
aj usne muje block kr lia hai
Suna Hai Koi Aur Bi Chahne Laga Hai Tumhain
Ham Se Barh Kar Koi Chahe Tu Usi Ke Ho Jana
Ham Se Barh Kar Koi Chahe Tu Usi Ke Ho Jana
Ham Neend K Shoqain Zyada Tu Nhi Hain
Kuch Khawab Na Dekhain Tu Guzara Nahi Hota
Maine To Dekha Tha Bas Ek Nazar Ki Khatir ♥
Kya Khabar Thi K Rag Rag Mein Sama Jaogy Tum♥
Tumhary siVa kuch na chahat karen gy
K jub Tak jeyen gy
Mohabbat karen gy.
Main Jahan Rahun,
Rahenge Mere Sath Sath Har Dum..
Teri Guftagu Ke Mausam,
Mere Zikar Ke Zamaane …!
Tuje Mohabat Karna Nahi Aata
Muje MOhabat Ke Siwa Kuch Nahi Aata
ZIndagi Guzarne Ke Do Hi Tareqay Thay
Ik Tuje Nahi Aata Ik Muje Nahi Aata
Muje MOhabat Ke Siwa Kuch Nahi Aata
ZIndagi Guzarne Ke Do Hi Tareqay Thay
Ik Tuje Nahi Aata Ik Muje Nahi Aata
Kitni nafrat Hai usey meri Mohabbat se.
Usne apne hath jala dala mujhey
apni Taqdeer se mitaney k liye.
Ghar bana kar woh mere dil me chhorr gaya hai,
Na khud rehta hai na kisi aur ko basne deta hai..
Zang hi na lag jaye kahin wafaon ko
Kuch to aap bhi raabton ke silsilay rakhen…. !
Hum Mar Bhi gaye to
Hamari yaaden tum Se Wafa karen Gi
DOST
Ye mat Samjhna k Hum Ne Tumhen chaha tha
sirf Waqt Guzarne k liye……
Sham ka waqt tha or dard inteha ka tha,
tehni py bethi ik faakhta ny sun e li meri aah,
ro pari wo b meri haalat-e-zaar dekh kr,
us ka b dil toota tha shaid ik sohani sham se
Zakhm Dey K Na Pooch Dard Ki Shiddat
Dard To Dard Hai
Thoda Kya-Zyada Kya.
Tum Marasim Main Bhi Mosam Ki Ada Rakhtay Ho
Kabhi Barastey Ho Tu Kabhi Boond Ko Tarsaty Ho
Pal Main Kehtay Ho Zamanay Main Faqat Tere Hain
Pal Main Izhar-E-Muhabbat Say Mukar Jaatay Ho
Apne Asman Se Meri Zameen Dekh Lo
Tum Khwab Aaj Koi Hasin Dekh Lo
Aazmana Hai Agar Aitbar Ko Mere
To Ek Jhut Tum Bolo aur
Mera Yaqeen Dekh Lo
Musafir Toh Bichar Jate Hein Rafaqat Kub Badalti He
Muhabbat Zinda Rehti He, Muhabbat Kub Badalti He
Tumhi Ko Chahte Hein Aur Tumhi Se Pyar Karte Hein
Ye He Barson Ki Adat Aur Adat Kub Badalti He

No comments:
Post a Comment